॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

Shri Hit Bayalis Leela — chhnd 16.9

hit-shringar

kunj-dham sakhiyni sabha, praja hans mrig mor |
basat nirantar chain sao, keenhen nain chakor || 9 ||
कुंज-धाम सखियनि सभा, प्रजा हंस मृग मोर।
बसत निरंतर चैन सौं, कीन्हें नैन चकोर॥९॥

arth / vyakhya

bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)

kunj bhavan unka rajaprasad hai; sakhiyon ka samuh raj-darbar hai evam khag , mrig , hans , mayuradik unki praja hai , jo apne netron ko yugalrup shashi ka chakor banaye hue nitya sukhpurwak nivas karte rahte hain