॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

Shri Hit Bayalis Leela — chhnd 16.13

hit-shringar

til kapol par alak chabi, musikni kahi na jat |
jab chitai piy lal tan, bhay nain sahmat || 13 ||
तिल कपोल पर अलक छबि, मुसिकनि कही न जात।
जब चितई पिय लाल तन, भये नैंन सहमात॥१३॥

arth / vyakhya

bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)

man rupi raja, utsah rupi mantri, vakragti rupi rukh (oot), vakshoj rupi garjaj, nayan rupo ashv tatha ankuli rupi payade ke yog se shri lal ne chakravyuh ki rachna karke shri Priya ke krida-mohre rupi raja ko mat dene ka ahyan kiya. 112 ॥ shri Priya ne apne kapol sthit til par lahrati alak lat-chavi ke saath ras purn chitvan se shri lal ki or dekha, to shri lal ke netr mat kha gaye arthat‌ shri lal par shri Priya ju ki vijay ho gayi