naval naveli ur bani, mridul chameli-mal |
sari saundhe sao sani, angiya phool-gulal || 30 ||
नवल नवेली उर बनी, मृदुल चमेली-माल।
सारी सौंधे सौं सनी, अँगिया फूल-गुलाल॥३०॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
nitya nav vadhu shri shyama ke vakshasthal par sukomal malli-mal shobhit hai. Ve sourabh sinchit sari evam mridul gulal-pushp nirmit kanchuki dharan kiye hue hain