mainhandi-rang bhine bane, mridu kar charan surang |
nakh-Mani duti ati jhalamlai, panip jhalak anang || 32 ||
मैंहँदी-रँग भीने बने, मृदु कर चरन सुरंग।
नख-मनि दुति अति झलमलै, पानिप झलक अनंग॥३२॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
shri Priya ji ki rup-ramneeyta kavitta shri kishori ji ke sukomal kar evam charan menhdi ke rang se anuranjit hain. Unki kar-charan-nakh-mani-dyuti atishay prakashman evam Madan-keli se prabhavman anupam lavanyamyi hai