kampat kar dharkat hiyau, banat na man ki baat |
kusal yugal kal kok mein, samujhi-samujhi musikat || 41 ||
काँपत कर धरकत हियौ, बनत न मन की बात।
कुसल युगल कल कोक में, समुझि-समुझि मुसिकात॥४१॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
jab priyatam ke prayas viphal hone lagte hain; tab unke kar-kamal kompne lagte hain evam hriday-gati teevr ho jati hai. Kok-vidya mein praveen yugal is keli-rahasya ko samjh kar muskarane lagte hain