jab chitavat anurag jut, kuwari nain chakh-kor |
tihi chhin barat pran piy, dharat shish pag or || 57 ||
जब चितवत अनुराग जुत, कुँवरि नैंन चख-कोर।
तिहि छिन बारत प्रान पिय, ढरत शीश पग ओर॥५७॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
jab Priya prasann mudra mein anurag-purit drishti se priyatam ki or dekhti hai; tab priyatam apne ko dhanyatidhanya mante hue unke charnon ki or vinat hone lagte hain