chabi-nidhi ras-nidhi neh-nidhi, gun-nidhi param udaar |
range paraspat ek rang, adbhut jugal-bihar || 63 ||
छबि-निधि रस-निधि नेह-निधि, गुन-निधि परम उदार।
रँगे परस्पर एक रँग, अद्भुत जुगल-बिहार॥६३॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
shri yugal shyama-Shyam chabi ke dham hain. Ras-nidhi, prem ki amit rashi evam gunon ke sagar hote hue bhi atishay udaar hain. Donon ek hi prem rang mein range hue nirantar nikunj-keli paraayan hain