gaur badan par phabi rahi, vithuri alak rasal |
sithil basan Bhushan sabai, ghummat nain visal || 70 ||
गौर बदन पर फबि रही, विथुरी अलक रसाल।
सिथिल बसन भूषन सबै, घूँमत नैंन विसाल॥७०॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
prem vihar mein Priya ke gaur mukharwinda par vilulit alkavli apurv rasamyi shobha ko prakt karwi hai. Unke vastralankar shithil ho jaate hain evam vishal netr alas valit ho rahte hain