arunai bich syamta, chabi nahin parti bakhani |
manau madhup anurag ke, rang mein bore ani || 72 ||
अरुनाई बिच स्यामता, छबि नहिं परति बखानि।
मनौं मधुप अनुराग के, रँग में बोरे आनि॥७२॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
ratnare netron mein Shyam putliyon ki chabi-chhata ka varnan asambhav hai, phir bhi aisa pratit hota hai, mano bhramron ko anurag ke rang mein jhakor diya ho