rati-vinod jamini jage, sithil atapte bainn |
ang-ang arsane sabai, sarsane sakhi nain || 73 ||
रति-विनोद जामिनि जगे, सिथिल अटपटे बैंन।
अँग-अँग अरसाने सबै, सरसाने सखि नैंन॥७३॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
surtananta chabi doha kavitta prem ke vinod-vilas mein sampurn-ratri jagne ke karan yugal ki vani lataptai hui hai aur angin mein shram ka alasya chhaa raha hai , unki aisi surtanta-chabi ka darshan karke sakhiyon ke netr saras ho rahe hain