॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

Shri Hit Bayalis Leela — chhnd 17.22

sabha-mandal

surat-rang sukh mein saras, dou ras ki rasi |
maram bhidi batiynin karen, mridu-mridu eeshad hasi || 22 ||
सुरत-रंग सुख में सरस, दोऊ रस की रासि।
मरम भिदी बतियनिं करैं, मृदु-मृदु ईषद हासि॥२२॥

arth / vyakhya

bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)

madhya mein bhanti-bhanti ki rachnaon se yukt chausath dvaron ka bhavya bhavan hai, us apaar prakashmay dham ki samta koti-koti surya bhi nahi kar sakte. 119 ॥ is divya dham ke pratyek dwaar par anurag bhari sahachriyan seva tatpar rahti hain jinka, Priya-priyatam ki seva ka hi sabhamandal-varnan doha rasnidhi yugal prem rangaras ke rasik hai, ve mand madhur has-parihasamyi varttaon se hriday ko ullasit karte rahte hain