rangi rang-anurag sao, pagi duhunni ke pyar |
aur na kachhu suhai man, jeevan yugal-bihar || 24 ||
रँगी रंग-अनुराग सौं, पगी दुहुँनि के प्यार।
और न कछू सुहाइ मन, जीवन युगल-बिहार॥२४॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
shri yugal ke prem pyar se pagi evam unke anurag-ras mein rangi in sakhiyon ko anya kuch ruchikar nahi hai. Shri yugal ka prem-vihar hi unka jeevan hai