yah sukh dekht hain sakhi, thadhi sab gahi thaur |
varshat anand sabni par, rasikni-Mani sirmaur || 43 ||
यह सुख देखत हैं सखी, ठाढ़ी सब गहि ठौर।
वरषत आनँद सबनि पर, रसिकनि-मनि सिरमौर॥४३॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
is apurv sukh ka darshan karti hui sakhiya bhav-vibhor hokar achal evam sthir ho gayi hain. Rasik shiromani sab sakhiyon par anand ki vrshti kar rahe hain