laksh-laksh ke jooth tahan, agnit amit apaar |
rasan koti jau haunhi tan, kahi na sakti vistar || 44 ||
लक्ष-लक्ष के जूथ तहाँ, अगनित अमित अपार।
रसन कोटि जौ हौंहि तन, कहि न सकति विस्तार॥४४॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
laksh-laksh sakhiyon ke yooth ganna rahit , asim evam apaar hain. Anant jihyaen hon , to bhi koi in sakhiyon ke vistar ka varnan nahi kar sakta