charumukhi charita chatur, charudrigi chal nain |
charumti champak-tani, chitrangi chit-chain || 54 ||
चारुमुखी चरिता चतुर, चारुदृगी चल नैन।
चारुमती चंपक-तनी, चित्रांगी चित-चैन॥५४॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
charumukhi , charita param vilakshan hain evam charudrigi chapal netravali hain. Charumti , champakatni evam chitrangi chitt ko sukh dene wali hain