bhamma bhammti bhanuja, bhavan-sundari sang |
bhanamti man-bhavni, bhushanbhusha ang || 67 ||
भाँमा भाँमती भानुजा, भवन-सुंदरी संग।
भानमती मन-भावनी, भूषनभूषा अंग॥६७॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
bhama, bhamti, bhanuja, bhavan-sundari ke saath hain-bhanamti , man-bhavni , jinke ang bhushnon ke bhi bhushan hain