॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

Shri Hit Bayalis Leela — chhnd 1.12

jeev-dasha

ranch na sham bhakti ur ai | ya dukh mein ab kaun sahai || 12 ||
रंच न स्याम भक्ति उर आई। या दुख में अब कौन सहाई॥१२॥

arth / vyakhya

bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)

vani avrudh ho gayi phir to pachhtane ke siwai aur kuch vash ka nahi raha ॥. 10 ॥ usi samay atyant bhayanak yam-duto ne uski antaratma ko gher liya. Yah dukh mein du:kh aa para. 11 ॥ yadi kabhi jeevan mein Shyam-sundar shri Krishna ki thodi si bhi bhakti ki hoti, to wah aaj jeevan ke antim kshanon mein sahayak hoti parantu bhakti ke abhav mein ab us bhakti-vimurkh jeev ki sahayata kaun karega ?