kanchan chauki par dou, rajat bhanti anup |
basan utare suthi bane, badhyau satgun rup || 135 ||
कंचन चौकी पर दोऊ, राजत भाँति अनूप।
बसन उतारे सुठि बने, बाढ्यौ सतगुन रूप॥१३५॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
anupam rup lavanyamay yugal hemamyi chauki par akar virajman hue aur sakhiyon ne snaan ke liye jab unko wastron se vilag kiya, to unke angan ki shobha shatgunmay adhik ho garyi