seesni subhag jarav ke, jhalkat mauri maur |
dekhi chhabili bhanti dou, chabi bhuli tehi thaur || 145 ||
सीसनि सुभग जराव के, झलकत मौरी मौर।
देखि छबीली भाँति दोऊ, छबि भूली तेहि ठौर॥१४५॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
yugal ke subhag shirobhag par mani-jatit mauri evam maur ki chhabili chhata ka avlokan kar ke murtiman chabi bhi apne aap ko bhul gayi