sunat sakhin ke bachan ye, muri baithi pat tani |
manau laj kau ainn rachi, kiyau praves taham ani || 153 ||
सुनत सखिन के बचन ये, मुरि बैठी पट तानि।
मनौं लाज कौ ऐंन रचि, कियौ प्रवेस तहँ आनि॥१५३॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
sakhi ke in vachno ko sunte hi breedamyi naval vadhu avgunthan ki ot kar ke simat kar baith gayi, tab aisa pratit hua mano wah sakshat lajja ke bhavan mein hi pravesht ho gayi ho