jab seva singaar ki, lage karn bhali bhanti |
tab phiri chitavat ladili, laj sahit musikati || 166 ||
जब सेवा सिंगार की, लगे करन भली भाँति।
तब फिरि चितवत लाड़िली, लाज सहित मुसिकाति॥१६६॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
sakhi veshdhari priyatam tab Priya ju ki shringar sambandhi sevaaon ka suruchipurna sampadan karne lage. Is beech jab shri ladili ju unki or drishtipat kartin , to ve salajja bhav se muskara jaate