chhute bar saundhe sane, piy-kar par Priya-war |
manau singarti rachi ruchir, singarhin singaar || 167 ||
छुटे बार सौंधे सने, पिय-कर पर प्रिया-वार।
मनौं सिंगारति रचि रुचिर, सिंगारहिं सिंगार॥१६७॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
veni gunyne ke samay Priya ki sourabh sinchit, unmukta kuntal rashi sakhi vesh dhari priyatam ke kar kamlo par aisi shobha deti hai ki mano shwungar hi murtiman ho kar shwringar-rashi ko shngarit kar raha ho