kanj-dalni par ruchir kal, karatti nirtta sukunvari |
tihin chhin jaha lagi sahachari, chakit hvai rahin nihari || 182 ||
कंज-दलनि पर रुचिर कल, करत्ति निर्त्त सुकुँवारि।
तिहिं छिन जहाँ लगि सहचरी, चकित ह्वै रहीं निहारि॥१८२॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
sukumari Priya kamal ke dalon par ati sundar nritya karne lagin, unki nritya ki vilakshan gatiyon ko dekhkar samasth sakhiya jaki-thaki si rah garyin