dekht phirat nisank van, jaisain matt gayand |
binu akuns ruchi apni, durat hai murat swachhand || 198 ||
देखत फिरत निसंक वन, जैसैं मत्त गयंद।
बिनु अकुंस रुचि आपनी, दुरत है मुरत स्वछंद॥१९८॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
ve yugal matt garjaj ki bhanti nihshanka bhav se Shrivan ki shobha ka avlokan karte hue vichran karne lage, mano ankashheen matt matanga swachchhanda bhav se apni ruchi ke anusaar itastat bhramn kar raha ho