doha dwai sat bees ik, barnat yugal-vilas |
sunat sunavat saras “dhruv”, rasikan hot hulas || 223 ||
दोहा द्वै सत बीस इक, बरनत युगल-विलास।
सुनत सुनावत सरस “ध्रुव”, रसिकन होत हुलास॥२२३॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
do sau atharah dohe evam char savaiyon mein varnit adbhut yugal-vihar ras ko pratikshan hriday mein dharan karna chahiye ॥. 222 ॥ do sau ikkees dohon mein varnit saras yugal-vilas ka shravan kathan rasikon ke liye anand dayak hai