ati praveen sab ang mein, janat ras ki riti |
pahirain tan sari suhi, badhavti pal-pal priti || 71 ||
अति प्रवीन सब अंग में, जानत रस की रीति।
पहिरैं तन सारी सुही, बढ़वति पल-पल प्रीति॥७१॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
sakhi sudevi seva ki sabhi vidhiyon mein kushal to hain hi rasreetiyon ko bhi bhali-bhanti janne wali hain. Lal rang ki sari dharan kiye hue sudevi sakhi shri yugal ke hriday mein uttarottar priti ka samwarddhan kiya karti hain