nav kishor sukunvar tan, range prem ke rang |
jinkai hiy mein basat dhruv, tin sao kari dhruv sang || 40 ||
नव किसोर सुकुँवार तन, रँगे प्रेम के रंग।
जिनकै हिय में बसत ध्रुव, तिन सौं करि ध्रुव संग॥४०॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
shri hit dhruvdas ji kahte hain ki jinke hriday mein nitya nirantar prem rang ranjit naval kishor sukumar vapu shri shyama-Shyam nivas karte hain, upasak ko unhin ka sang karna chahiye