sahachari ek mukur liyain thadhi | jhalakni sobha satgun badhi || 100 ||
सहचरी एक मुकुर लियैं ठाढी। झलकनि सोभा सतगुन बाढ़ी॥१००॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
us par sakhiyon ne foolon ki sukomal sugandha bheeni gaddi bichhai , jis par sukumar yugal-kishor ko virajman kar surbhit jal se unka mukh prakshalnan karne lagin ॥ 98-99 ॥ waha ek sakhi darpan dikahti hui yugal ki seva mein upasthit hui, tab darpan mein unka pratibimba shat-shat chabi punja ko prakt karne laga