aur bhav jinkai nahi, yugal vihar upas |
suni dhruv man vach karm kai, hvai rahu tinkau das || 44 ||
और भाव जिनकै नहीं, युगल विहार उपास।
सुनि ध्रुव मन वच कर्म कै, ह्वै रहु तिनकौ दास॥४४॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
yugal vihar ki rasamyi upasna ke atirikt anya bhav jinke hriday mein sthan nahi pata, manasa-vacha-karmana unka das ho rahna hi shri dhruvdas ka abheeshta hai