kbahu to thorau bhajan, kbahu hot bisal |
man kau dhiraj chhutai nahin, gahai na duji chal || 46 ||
कबहूँ तो थोरौ भजन, कबहूँ होत बिसाल।
मन कौ धीरज छुटै नहिं, गहै न दूजी चाल॥४६॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
paristhitivshat kabhi bhajan kam ho, kabhi adhik ho jay to bhi dhairya nahi chodna chahiye evam bhajan ki vidha mein parivartan karne ki bhi avshyakta nahi hai