niksat hain ghan beethin mahin | naval nicholni parsat nahin || 156 ||
निकसत हैं घन बीथिन माहीं। नवल निचोलनि परसत नाहीं॥१५६॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
doha chaupai ve jab saghan kunj-veethiyon mein se ho kar nikelte hain, tab simit kar aise ek ho jaate hain ki waha ki saghan lataen unse ulajhna to kya , sparsh bhi nahi kar patin