prathamhin shri guru-kripa te, yah upji ur ani |
barnaun ras-hiravli, jugal-keli raskhanni || 1 ||
प्रथमहिं श्री गुरु-कृपा ते, यह उपजी उर आनि।
बरनौं रस-हीरावली, जुगल-केलि रसखाँनि॥१॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
mangalachran doha prastavna chaupai sarv pratham shri guru-kripa se mere hriday mein yah bhavna utpann hui hai ki main Shri ladili-lal yugal ki 'ras hiravli' namak rachna ke madhyam se raspurna nikunj-keli ka varnan karu