kaisain kahun chabi jo ur manhi | in nainnin ke rasna nahin || 18 ||
कैसैं कहौं छबि जो उर माँही। इन नैननिं के रसना नाहीं॥१८॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
shri dhruvdas ji kahte hain ki Priya ki us chabi ka kaise varnan karu, jo mere hriday mein basi hai? Mere in netron ki jihya to hai hi nahi