suthi sudhar panip miti nahin | chanchal anchal mein na samahin || 28 ||
सुठि सुढार पानिप मिति नाहीं। चंचल अंचल में न समाहीं॥२८॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
doha chaupai un netron ka sudhar soundarya evam unke lawanya ki koi parmiti nahi hai. Wah chanchal nayan palkon ke anchal mein abaddha nahi kiye ja sakte