adhar-bimb bandhuk panvari | dasan jhalak par damini wari || 30 ||
अधर-बिंब बंधूक पँवारी। दसन झलक पर दामिनि वारी॥३०॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
Priya ke sukomal aghar-pallavon ne vimba-phal evam bandhuk-pushp ko tiraskrit kar diya hai. Unki dashan-dyuti par damini nyauchhavar hai