chandrahar chabi kaha kahun, panip motinu-har |
manau rup aru prem ki, aai milin dwai dhar || 41 ||
चन्द्रहार छबि कहा कहौं, पानिप मोतिनु-हार।
मनौं रूप अरु प्रेम की, आइ मिलीं द्वै धार॥४१॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
chavi-dham kishori ke vakshasthal par virajit chandrahar evam mukta-haron ka lawanya kahne mein nahi aata. Aisa lagta hai, mano rup evam prem ki do dharaen milkar aaj ek ho rahi hon