chitavat lal bivas hvai jai | yaten rakhe ang durai || 56 ||
चितवत लाल बिवस ह्वै जाई। यातें राखे अंग दुराई॥५६॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
pratham yah ki Priya ke rup-lawanya may Shri anlon ka darshan kar rijhwar priyatam pade-pade sudh-budh kho kar vivash ho jaate hain, isliye Priya ke shri agyam ko sakhiya bhushnon se dhaamp kar chhipaye rakhna chahti hain