shatritu barnaun jugal hit, bahu vidhi karat vihar |
ritu-ritu kau sukh kahun kachu, apni mati anusaar || 80 ||
षटरितु बरनौं जुगल हित, बहु विधि करत विहार।
रितु-रितु कौ सुख कहौं कछु, अपनी मति अनुसार॥८०॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
shri dharuvdas ji kahte hain ki ab main rasik yugal lalit ladili-lal ke shat-ritu vihar mein jo bahut prakaar ka hai , apni buddhi ke anusaar pratyek ritu ka sukh-vilas varnan karunga