tehi thaan khel badhyau ati bhari | chahu dis sakhi madhya piy-pyari || 90 ||
तेहि ठाँ खेल बढ़्यौ अति भारी। चहुँ दिस सखी मध्य पिय-प्यारी॥९०॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
is prakaar madhumay suramya sthal par vasantik-krida vridhi ko prapt hone lagi. Rasik shekhar Priya-priyatam ko madhya mein karke sakhiyon ne unhen charon or se gher liya