garjan-ghan suni pawan-jhakorinin | anand badhyau mor aru morinin || 114 ||
गरजन-घन सुनि पवन-झकोरिनिं। आनँद बढ़्यौ मोर अरु मोरिनिं॥११४॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
meghon ki garjan evam pawan ke jhakoron se mayur evam mayuriyon ka ahwad badhne laga aur ve thirak-thirak kar nachne lage