aisau sukh kau ras badhyau, shram nahin janyau jai |
chah chaump ruchi tahan ki, lalach chitai lajai || 19 ||
ऐसौ सुख कौ रस बढ़्यौ, श्रम नहिं जान्यौ जाइ।
चाह चौंप रुचि तहाँ की, लालच चितै लजाइ॥१९॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
rasik-yugal ke sukh-vilas mein ras ki abhivriddhi ke karan shareerik-shram ka kaii bodh nahi hota. Lalsa , utkantha evam ruchi ki pratikshan abhivriddhi ka darshan karke murtiman lalach bhi lalayit ho rahta hai