yah asa dhari chitt mein, kahat jatha-mati mor |
Vrindavan sukh rang kau, kahu na payau or || 4 ||
यह आसा धरि चित्त में, कहत जथा-मति मोर।
वृंदावन सुख रंग कौ, काहु न पायौ ओर॥४॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
ataev main apne chitt mein unki kripa ki asha dharan karke, Vrindavan ka yathmati varnan karne ka prayas karunga; kyonki Vrindavan ka madhury vilas anant hai, jiska aaj tak kisi ne anta nahi paya hai