maha gopya adbhut saras, chintat rahau man manhi |
ya ras ke rasikni bina, suni 'dhruv' kahibau nanhi || 50 ||
महा गोप्य अद्भुत सरस, चिंतत रहौ मन माँहि।
या रस के रसिकनि बिना, सुनि 'ध्रुव' कहिबौ नाँहि॥५०॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
punah ve sachet karte hue kahte hain ki, “he rasiko ! Yah “ras-ratnavli' vilakshan rup se saras tatha atyant gopya hai. Iska man-man mein chintan karte rahna chahiye. Ise ras ke upasak rasikon ke atirikt kisi anya se kahna athva iska prakash karna uchit nahi hain