rup-beli pyari bani, pritam prem-tamal |
dwai man mili ekai bhay, shri radhavallabhlal || 3 ||
रूप-बेलि प्यारी बनी, प्रीतम प्रेम-तमाल।
द्वै मन मिलि एकै भये, श्री राधावल्लभलाल॥३॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
rasik shekhar shri Harivansh Chandra ne jis ras saramyi sukshm upasna ka prakty kiya hai, wah rup-veli Shri Radha evam prem-tamal Shrilal ke yugal mansritattwa ka hi milit vigrah shri Radhavallabh hai