॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

Shri Hit Bayalis Leela — chhnd 21.8

Premavali

bhari aae dou nain janh, rahe neh bas jhumi |
tihin-tihin thaan kahe na bhai, in pranni ki bhumi || 8 ||
भरि आए दोउ नैंन जँह, रहे नेह बस झूमि।
तिहिं-तिहिं ठाँ काहे न भइ, इन प्राननि की भूमि॥८॥

arth / vyakhya

bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)

aha ! Priya-charnon se chinhit bhumi ko dekh kar priyatam ke yugal nayan sajal ho gaye evam ve premmattata se jhumne lage. Raingeele lal sochte hain ki jaha-jaha bhanvti Priya apne charan sthaapit karti hain, waha-waha mere prannon ki bhumi kyon na hui ?