javak rang bhine charan, gaur baran chabi seemb |
nirakhat piy anurag sao, dhari jat adhi greev || 11 ||
जावक रँग भीने चरन, गौर बरन छबि सींब।
निरखत पिय अनुराग सौं, ढरी जात अधि ग्रीव॥११॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
javak-raj ranjit Priya ke gaur varn chavi seem charnon ko dekh kar rasik priyatam ki greeva prem baivashya se niche ki or jhuk jati hai