Harivansh charan ur dharni dhari, man vach kai viswas |
kuwari kripa hvai hai tabhin, aru Vrindavan vas || 8 ||
हरिवंश चरन उर धरनि धरि, मन वच कै विस्वास।
कुँवरि कृपा ह्वै है तबहिं, अरु वृंदावन वास॥८॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
ataev manasa-vacha dridh vishwas purvak apni hriday bhumi mein shri hit Harivansh ke charnon ko dharan karne se kishori shri Radhika ki nishchit hi kripa hogi evam shri Vrindavan ka vas milega