aur sabai sukh deh ke, piy man ten gaye bhuli |
avlokat mukh-madhuri, rahe prem-ras jhuli || 18 ||
और सबै सुख देह के, पिय मन तें गये भूलि।
अवलोकत मुख-माधुरी, रहे प्रेम-रस झूलि॥१८॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
deh ke samasth sukh priyatam ke man se vismrit evam niras ho chuke hain evam Priya-mukh ki chavi-madhuri ka avlokan karte hue ve premras ke hindole mein jhulte rahte hain