prem kunwar kau samujhi kai, prem-vari bhari nain |
rahi lapti piy ke hiyain, so sukh kahat banai na || 43 ||
प्रेम कुँवर कौ समुझि कै, प्रेम-वारि भरि नैंन।
रही लपटि पिय के हियैं, सो सुख कहत बनै न॥४३॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
yah dekh shri ladili Priya, priyatam ke prem ki gambheerta ka anubhav karke adhir ho uthin tatha unke netr premashru-purit ho gaye aur ve prem-vivash ho priyatam se lipt gayin. Is apurv sukh ka varnan kaun kar sakta hai ?