ekai premi ek ras, shri Radhavallabh ahi |
bhuli kahai kou aur thaan, jhuthau janaun tahi || 50 ||
एकै प्रेमी एक रस, श्री राधावल्लभ आहि।
भूलि कहै कोउ और ठाँ, झूठौ जानौं ताहि॥५०॥
arth / vyakhya
bhavaarth (Swami shri hitdas ji — pustak ki tika, scan se; chhoti trutiyan sambhav)
premdham shri Vrindavan doha koi ek-ras evam sahaj anannya-premi hai, to wah keval shri Radhavallabh hai. Yadi koi bhramwash yah kahta hai ki aise premi kahin anyatra bhi hain to main use sarvatha mithyavadi manta hoon